People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 18 *

Tu Cheez Badi Hai Sakht Sakht
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
haye kya imarat hai hur ka mukhda
are tu chand ka tukda hai tukdi
ye ulti sidhi aankhen ye tedi medi chal
ye fiki fiki nazre ye mehndi wale baal
jo chahe wo utha le chori ka hai ye maal
are kiranben tari kamar joi ne
maru mann duhdai gayu
jadu teri kamar khushbu tera badan
jadu teri kamar khushbu tera badan
tu yes kar ya no kar tu yes kar ya no kar
main hu tera sajan main hu tera sajan

jab bhi koi ladka dekhe mujhko
yeh gana bole o le o le o le o le o le o le
baris to aayi nahi sarpe pade hai ole
o le o le o le o le o le o le
haye haye yeh meri angadaiya
haye haye yeh meri tanhaiya
haule se aake mera dil ka yeh
darwaja khole o le o le o le o le o le o le
ladki hai kya pataka iski ada jhataka
iska nasha pataka pataka pataka pataka
puchho ise jara iski marzi hai kya
feko paisa zara dekho hota hai kya

look look look are baba look
o my darling you are a crook
look look look are baba look
o my darling you are a crook
pyar mera jab jaag gaya
chhod ke auto mujhe bhag gaya
dekhe ek piter ka chhala
dil mera le gaya ruk ruk ruk
ruk ruk ruk

tu chiz badi hai sakht sakht
tu chiz badi hai sakht
tu chiz badi hai sakht sakht
tu chiz badi hai sakht
yeh mote mote gal gal
yeh chhote chhote baal baal
ladki hai ya football yaar
yeh haal tera har waqt waqt
tu cheez badi hai sakht sakht
tu cheez badi hai sakht
tu cheez badi hai sakht sakht
tu cheez badi hai sakht

i am bad i am bad i am bad
o chhattis chaubis chhattis niche
log bole dekho dekho dekho
mera bhed khole
o chhattis chaubis chhattis niche
log bole dekho dekho dekho
mera bhed khole mere deewane haye
mere parwane haye
leke tarazu mera roop tole
chhattis chobis chhattis chobis
chhattis chobis chhattis chobis

padma haye salma haye
padma haye haye haye
mera sadma badhta jaaye
salma haye haye haye
meri niyat bigdi jaaye
kamla kamla haye haye haye
niyat bigdi jaaye
iska pata not karva le
isse taka mera bhida de
aisa chakkar koi chala de
baki apna kaha na tale
padma haye haye haye
mera sadma badhta jaaye
salma haye haye haye
meri niyat bigdi jaaye
kamla kamla haye haye haye
niyat bigdi jaaye
Jaan Le Lungi
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
jaan le lungi, main aisa khel tere sath khelungi
jaan le lungi, main aisa khel tere sath khelungi
yeh ho na hai ho jayega zalim anjam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
yeh ho na hai ho jayega zalim anjam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
jaan le lungi, main aisa khel tere sath khelungi

ha meri jawani ko barbaad tune kiya hai
yeh dil ki aawaz hai
ha meri mohabbat ko badnam tune kiya hai
ha tu dagabaaz hai
do char pal jee le zara jee bhar ke tu pee le zara
girne wala hai tere hatho se yeh jaam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
yeh ho na hai ho jayega zalim anjam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera

ho na tujhko marungi na zinda chhodungi
sun le, yeh hai irada mera
ha sari umar yaad karta rahega mujhe tu
tujhse yeh wada mera
mujhse na tu nazre chura ho bekhabar o bewafa
teri mehfil mein aayi hu le ke inam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
yeh ho na hai ho jayega zalim anjam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
jaan le lungi, main aisa khel tere sath khelungi
yeh ho na hai ho jayega zalim anjam tera
mit jayega is duniya se naamo se naam tera
Aaye Na Aaye Na
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
aaye na aaye na dil ko tere bin chaina
jaye na jaye na aake virah ki raina
aaye na aaye na dil ko tere bin chaina
jaye na jaye na aake virah ki raina
jab dil ne tera naam liya
maine dil tham liya o sathiya o sathiya

lage re lage re jab se tum sang naina
jage re jage re naina sare sare raina
lage re lage re jab se tum sang naina
jage re jage re naina sare sare raina
jab dil ne tera naam liya
maine dil tham liya o sajna o sajna
aaye na aaye na dil ko tere bin chaina
jaye na jaye na aake virah ki raina

ek ek pal lagta hai ek saal hai
ek ek pal lagta hai ek saal hai
tere pyar me mera ye haal hai
kuch badli badli si mera chaal hai
rab jane kya ho aaj o sajna o sajna
aaye na aaye na dil ko tere bin chaina
jaye na jaye na aake virah ki raina

o dil me armano ne li angadayi
o dil me armano ne li angadayi
hoti hai to ho jaye ruswayi
sari dunia mil ke tod na payi
ye prem ke kache dhage o sathiya o sathiya

lage re lage re jab se tum sang naina
jage re jage re naina sare sare saina
jab dil ne tera naam liya
maine dil tham liya o sajna o sajna
aaye na aaye na dil ko tere bin chaina
jaye na jaye na aake virah ki raina
Yaar Mere Mausam Hai
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
yaar mere mausam hai mastana mastana
are mastana mausam hai deewana deewana
yaar mere mausam hai mastana mastana
mastana mausam hai deewana deewana
mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai
tujhko bana dungi parwana
yaar mere mausam hai mastana mastana
mastana mausam hai deewana deewana

are tune mujhe chhed diya pyar mein
ho meine tujhe gher liya raah mein
ho dil tumhe o ho dil tumhe
ha ha dil tumhe dena padega o sanam
ha kar ya na kar tu teri kasam
ha tune mujhe chhed diya pyar mein
ho meine tujhe gher liya raah mein
ho dil tumhe o ho dil tumhe
ha ha dil tumhe dena padega o sanam
ha kar ya na kar tu teri kasam
are sun le mere dil ka tu afsana afsana
ha sunle mere dil ka tu afsana afsana
mastana mausam hai deewana deewana
mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai
tujhko bana dungi parwana
yaar mere mausam hai mastana mastana
mastana mausam hai deewana deewana

are jaane de chhod mera raasta
ho tera mera nahi koi waasta
ho main koi ha ha main koi
ha ha main koi aashiq awara nahi
main teri zulfon ka mara nahi
are jaane de chhod mera raasta
ho tera mera nahi koi waasta
ho main koi ha ha main koi
ha ha main koi aashiq awara nahi
main teri zulfon ka mara nahi
are main to ek raahi hu anjana anjana
are main to ek raahi hu anjana anjana
teri adaao se begana begana
mana tu sayani hai are lekin tu deewani hai
tune mujhe nahi pehchana

yaar mere mausam hai mastana mastana
mastana mausam hai deewana deewana
mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai
tujhko bana dungi parwana
yaar mere mausam hai mastana mastana
mastana mausam hai deewana deewana
Husnwalo Se Yeh
Singer: Udit Narayan
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
yaa yayayaa yayayaa
yaa yayayaa yayayaa
husnvaalo se ye dil bachaay koi
bemaut maaraa na jaay
are husnvaalo se ye dil bachaay koi
bemaut maaraa na jaay
jisko ek baar hans ke ye dekhe
haan jisko ek baar hans ke ye dekhe
zindagi bhar kare haay haay bachaay
husnvaalo se ye dil bachaay koi
bemaut maaraa na jaay
ha koi bemaut maaraa na jaay

maasum surat dilkash adaay
taubaa karo inke naam se
ho maasum surat dilkash adaay
taubaa karo inke naam se
dil inki baato me aa gayaa to
dil inki baato me aa gayaa to
samajho gayaa bas vo kaam se
itni gahri hai inki nigaahe
haan itni gahri hai inki nigaahe
jinme dariya bhi khud dub jaay
bachaay husnvaalo se
husnvaalo se ye dil bachaay koi
bemaut maaraa na jaay
ha koi bemaut maaraa na jaay

in bevafaao ke aashiko kaa
ajaam sun kar ham dar gay
ho in bevafaao ke aashiko kaa
ajaam sun kar ham dar gay
thode bane paagal kuchh jogi
thode bane paagal kuchh jogi
jo bach gay bas vo mar gay
inki galiyo se logo ne yaaro
haan inki galiyo se logo ne yaaro
jaane kitne janaaze uthaay bachaay husnvaalo se
husnvaalo se ye dil bachaay koi
bemaut maaraa na jaay
ha koi bemaut maaraa na jaay
O Sanam O Sanam
Music: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
aaj dil mil gaye phul bhi khil gaye
aaj dil mil gaye phul bhi khil gaye
ham tere ho gaye tere sar ki kasam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam

aa pas mere agar aaj aau mai teri aanhko me hi dub jaunga mai
aa pas mere agar aaj aau mai teri aanhko me hi dub jaunga mai
yu na dekho mujhe yu na chedo mujhe
yu na dekho mujhe yu na chedo mujhe
aisi bato se aati hai mujhko saram
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam

ab pyar kya hai samundar ka pani hai ye
jindagi teri lambi kahani hai ye
ab pyar kya hai samundar ka pani hai ye
jindagi teri lambi kahani hai ye
or ek jindagi rab se hum mang le
or ek jindagi rab se hum mang le
pyar karne ko to sau baras mang le
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
ham tere ho gaye tere sar ki kasam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
o sanam o sanam mere janam aa gaya pyar ka aaj mausam
Hing La La
Music: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Album: Hadh(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hadh:-Life-on-the-Edge-of-Dea
hing la la sama hai pyar wala
hing la la
hey hing la la sama hai pyar wala
hing la la
hing la la sama hai pyar wala
hing la la
hey hing la la sama hai pyar wala
hing la la
khumar hai bahar hai
tera hi intzar hai
ke chaya hai ajib sa nasha
hing la la sama hai pyar wala
hing la la
khumar hai bahar hai
tera hi intzar hai
ke chaya hai azib sa nasha
hing la la sama hai pyar wala
hing la la
hey hing la la sama hai pyar wala
hing la la

kya hasi najare kya jawa hai mausam
ye mujhe bata de
kyu khafa hai janam
are jane de diwani jane de
kyu roke rashta
jane na diwani jane na
kya apna wasta
are jane de diwani jane de
kyu roke rashta
jane na diwani jane na
kya apna wasta
khila khila shabab hai
ye husn lajawab hai
diwane tu bhi dekhna zara
hing la la sama hai pyar wala
hing la la
hey hing la la sama hai pyar wala
hing la la
Angoori Badan
Music: Viju Shah
Lyricist: Kartik Awsathi
Album: Hadh(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hadh:-Life-on-the-Edge-of-Dea
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re

meri chaal sharabi vargi
mere gore gore gal
meri nagin vargi zulfen
hai umar hai athara saal
meri chaal sharabi vargi
mere gore gore gal
meri nagin vargi zulfen
hai umar hai athara saal
har deewana mange mujhse
pyar ki nishaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
zu zuzu zu zu zuzu
zu zuzu zu zu zuzu

itrake main jisko dekhu
uski to qayamat aaye
main jisko karu ishare
bas wo mera ho jaaye
itrake main jisko dekhu
uski to qayamat aaye
main jisko karu ishare
bas wo mera ho jaaye
mast jawani dekh ke mange
chhore nishaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re

teri baali hai umar uspe rup ka asar
aaye haye hoye hoye
teri baali hai umar uspe rup ka asar
tere gal tanduri teri chaal sharabi
teri lachke kamariya lachak machak
teri lachke kamariya lachak machak
haye chadti jawani latak jhatak
aaye haye hoye hoye
koi aahe bhare haye
koi aahe bhare koi khaye kasme
koi chal de tod ke sari rasme
aaye haye hoye hoye
har koi mujhse puchhe
rabba prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
Kya Hoti Hai Pyar Ki Hadh
Music: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Album: Hadh(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hadh:-Life-on-the-Edge-of-Dea
ha kya hoti hai pyar ki hadh janu re janu re
chahat me ikrar ki hadh janu re janu re
kya hoti hai pyar ki hadh janu re janu re
chahat me ikrar ki hadh janu re janu re
dil bechain kahe ishq me chur raho
thode pas raho thodi dur raho
dekho ji galti ho jaye na

kya hoti hai pyar ki hadh janu re janu re
chahat me ikrar ki hadh janu re janu re
dil bechain kahe ishq me chur raho
thode pas raho thodi dur raho
dekho ji galti ho jaye na kya hoti hai pyar ki hadh
janu re janu re chahat me ikrar ki hadh
janu re janu re

o sach kah raha hu meri dilruba
milne bichhadne me aaye maza
shikva kabhi to kabhi ho gila
yuhi chale pyar ka silsila
rutho kabhi kabhi man jaye
kaisi kaisi bate hum banaye
sare log jale premi sath chale
kya ehsas hai ye kaisi pyas hai ye
dekho ji galti ho jaye na
kya hoti hai pyar ki hadh
janu re janu re chahat me ikrar ki hadh
janu re janu re o parda khayalo ka hatta nahi
tere bina waqt katta nahi
o rato ko karwat badalti hu mai
khwabo me tere machalti hu mai
chalo sari hadhe tod de hum
ruko wahi ruko mere hamdam

janam jhum lu mai ye lab chum lu mai
aane do abhi milne ki ghadi
dekho ji galti ho jaye na
kya hoti hai pyar ki hadh
janu re janu re chahat me ikrar ki hadh
janu re janu re dil bechain kahe ishq me chur raho
thode pas raho thodi dur raho
dekho ji galti ho jaye na
Tere Dil Ne
Music: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Album: Hadh(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hadh:-Life-on-the-Edge-of-Dea
tere dil ne mere dil se
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se

han aaja likhu hotho pe main
aaja likhu hotho pe main
hotho se koi fasana
paagal hui dhadkan meri
sanso ne chheda tarana
sapne hai jage behke armaan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se

ye dil mera kehne laga
ye dil mera kehne laga
khushiyo se daman saja de
dekhu tujhe main gaur se
zulfon ka parda hata de
kitna hai haseen apna ye jahan
tere dil ne mere dil se
na jaane kya keh diya
gul khile pyar ke meri jaan
tere dil ne mere dil se
Tumma Tumma
Music: Viju Shah
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Aar Ya Paar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Tumma-Ele-Tumma-E
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha nache gaye dil masti me
diwana re nach dil ka dil hai yaha misharare
jaye kaha yaro yaha har pal bahar hai
yaha hansi yaha khusi har dil me pyar hai
kal tak the jo dur wo pas aa gaye
ek duje se milke mahfil me chha gaye
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha dekh pyar se zindagi hasin hai
har jawan dil is kadar ragin hai
pyar ke nashe me chur har gam se dur hai
aaj har koi hai mast chehre pe nur hai
lagti hai sapna hakikat ye aaj ki
kahne sunne ki hai rat aaj ki
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
jo hoga hone do dekhege
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Jo-Hoga-Hone-Do/F
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba

ha hota hai hota hai dil ka soda hota hai
pyar agar teda ho to ghar bhi apna hota hai
ha hota hai hota hai dil ka soda hota hai
pyar agar teda ho to ghar bhi apna hota hai
tum achhe hum achhe to sab achha hota hai
nazro se nazro ka khel bhi sacha hota hai
lo khelo jane jana kadmo me hai zamana
tum luto dilbar jana mahobat ka khajana
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba

ha masti hai masti hai aaj dilo me masti hai
khusiyo ki ye duniya baste baste basti hai
ha masti hai masti hai aaj dilo me masti hai
khusiyo ki ye duniya baste baste basti hai
ishq jaha hota hai wahi jawani hoti hai
jab do dil milte hai tabhi kahani hoti hai
ban jane do afsana koi raj nahi chhupana
tiro par tir chalana nishana pe nishana
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
oo baba baba oo baba baba oo baba baba
oo baba baba oo baba baba oo baba baba
dil diya pyar kiya to kya
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Dil-Diya/QSImdA5U
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
ho tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin dil diya pyar kiya to kya bura kiya
to kya bura kiya tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin dil diya pyar kiya to kya bura kiya
to kya bura kiya

ho pyasa pyasa jiya jiya jiya jiya bole bole piya piya piya piya
ha pyasa pyasa jiya jiya bole bole piya piya
nasha nasha chhane laga dekho maja aane laga
nasha nasha chhane laga dekho maja aane laga
ho masti si chha rahi hai dhadkan bhi ga rahi hai
masti si chha rahi hai dhadkan bhi ga rahi hai
hum bhi karge tata dhinak dhin
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya

hey thodi thodi pile pile pile pile arey hole hole jile jile jile jile
ha thodi thodi pile pile ha hole hole jile jile
arey jawa jawa hai josh josh ude ude hai hosh hosh
jawa jawa hai josh josh ude ude hai hosh hosh
hey bejar humko karde nash nash me pyar bhar de
bejar humko karde nash nash me pyar bhar de
aye kate hai din din humne to gin gin
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
ho tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin
Aar Ya Paar
Singer: Asha Bhosle
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Aar-Ya-Paar-Part-
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, faisla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

roke kya mila, hoke kya mila
roke kya mila, hanske jo mila
jo hona tha wo to ho chuka
midke dekh mat wazi khel ja
lamha lamha ja raha hai
lamha lamha ja raha hai
jo kahe wo aaj kah na kal ka ek baar
zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, fensla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar

jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

han han kya junun hai kya fumaar
wo hai samne par intzaar hai
kuch bhi ho magar pyar, pyar hai
chahre lakh ho yaar, yaar hai
janejana ab to sunle
janejana ab to sunle
hui hui manjil ki akhiri pukaar
zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, fensla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
zindagi me aata hai
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Aar-Ya-Paar-Part-
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo

pa ke kya mila kho ke kya mila ro ke kya mila
hans ke jo mila jo hona tha wo to ho chuka
mud ke dekh mat baji khel ja
lamha lamha ja raha hai
lamha lamha ja raha hai
jo hai wo aaj hai na kal ka etabar
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo

haa haa kya junun hai kya khumar hai
wo hai samne par intjar hai kuch bhi ho magar
pyar pyar hai chehare lakh ho yaar yaar hai
jane jana ab to sun le jane jana ab to sun le
hui hui manjil ki aakhiri pukar
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
mann chahe sanam mere yaar
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Man-Chahe-Sanam/F
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare

ha hale dil tha tumko sunana, hale dil tha tumko sunana
lekin mushkil tha kah pana
tanhayi me, tanhayi me
tanhayi me, lipata mujhse wo tera tha saya
tune chain churaya, tune chain churaya
mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare

oo dil chahe teri chahat le lu, dil chahe teri chahat le lu
sab kuch apna badle me de du
jina kya hai, jina kya hai
jina kya hai, jana humne sath tera jab paya
kaisa jadu chalaya, ha kaisa jadu chalaya mere yaar
dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Hulle-Hulle/J1wla
halle, halle, halle halle, halle, halle
halle, halle, halle halle, halle, halle
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
jal raha tan badan lagan ban gayi agan ki agan
sajan bhuja de, halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
ha, hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle

halle, halle, halle diwana dil mera ab bas mai kaha
jo bandh le hume wo rashme kaha
diwana dil mera ab bas mai kaha
jo bandh le hume wo rashme kaha
bekabu arman, sine me tufa hai
ha, dil se dil mil gaye, chaman khil gaye
ye tan maan ke fasale mita de halle, halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle

halle, halle, halle halle, halle, halle
dil ki lagi hume le chali hai kaha
anjam ki nahi hai parwah jaha
dil ki lagi hume le chali hai kaha
anjam ki nahi hai parwah jaha
ye chahat ki hakumat hai
mahobat hi mahobat hai
kaisa hai ye milan sajan
milke bhi bhare na maan phir gale laga le
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le
halle, halle jal raha tan badan
lagan ban gayi agan ki agan
sajan bhuja de, halle, halle halle, halle, halle
suna hai phul kaliyo se
Music: Viju Shah
Lyricist: Rani Malik
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Suna-Hai-Phool/NQ
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
hame bhi thodi si, oo ho
hame bhi thodi si khusabu churane ki ijajat ho
suna hai teri aankho me sitaro ka basera hai
suna hai teri aankho me sitaro ka basera hai
hame is roshani se, oo ho
hame is roshani se, ghar sajane ki ijajat hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
tumhe rab ne banaya hai

sharart se bhare ye din, badi madhosh hai rate
sharart se bhare ye din, badi madhosh hai rate
hawaye aake sunti hai hamare pyar ki bate
suna hai pyar me dilbar koi kabu nahi hota
suna hai pyar me dilbar koi kabu nahi hota
ye sari chahate tum par lutane ki ijajat hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
tumhe rab ne banaya hai

tamanna hai tumhare pyar me mahsur ho jaye
tamanna hai tumhare pyar me mahsur ho jaye
hame tum is kadar chaho
hame tum is kadar chaho, ki hum magrur ho jaye
suna hai pyar me ye duriya achhi nahi hoti
suna hai pyar me ye duriya achhi nahi hoti
karib aakar umido ko jagane ki ijajat ho
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
hame bhi thodi si khusabu churane ki ijajat ho
suna hai teri aankho me sitaro ka basera hai
hame is roshani se, ghar sajane ki ijajat hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
tumhe rab ne banaya hai